Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Aap aisa mat socha karein.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Aap aisa mat socha karein.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kisi per gussa kerne ka faeda
ya to phir paker k THUKAI laga do
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kisi per gussa kerne ka faeda ya to phir paker k THUKAI laga do
Apne shiny shiny computer per ghusa nikalein.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kese kese mujy aata h nahi chala
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me esa hi likhti hun adha adha:cb:
apko samj nahi aai gi
mery doston ko aati
us k liay unko ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
To Jo loogh samjhna chahte hein? WO?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
at the heat
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aaj is baat pe Ghussa aayaa k Ghusse waali koii baat hii nahiiN huii! :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ koiee hal nahi apka ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
samj paingy DIL KI BAAT HY
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ek dam jhoot!!! Jiia ko aajkal MUJPE bohot ghusa aata ha… ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujy sirf khod per gussa aata hy
me to apka bhala chahti hun
zid sirf khod ko nuqsan deti hy :halo:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
waqie yar “gungee ki ramz ko gunga hi janta ha” ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hmmm!!! wo kisi na ky akhoop leka ha K
houi ha jabse hawa mukhalif zamane ki
mujhe bhi ZID se houi ha deya jalane ki
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
poetry me ja post karen ![]()
vahan diay jalaen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
waha k leya aap ko jo mutakhib keya ha… aur wase bhe itne diyee jalane se kahi Thred he na jaljaye..![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
:mirch: :mirch:
thread ko kuch nahi hota ap khiyal rakhen apna ![]()
gusse me insan khod jalta hy bas
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujo ko logo phe sirf payar aata ha, gussa nahi… wo tho looghe ha jo muj phe gussa karte ha!!!
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujo ko logo phe sirf payar aata ha, gussa nahi... wo tho looghe ha jo muj phe gussa karte ha!!!
han ROCKET PER kafi pyar araha hy
chota bhai hy na apka