Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ek shaks pe aya :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

No gussa :shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ab tk to kisi pe nahi :nahi:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi gussa nahi ayaaaaaaaaaaaaaaaa :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^ane wala hoga raasta bhul gaya hoga shayad :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

gussa ??? what is meant by that ?? :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

han aya sutey main fan off ker diya :grumpy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Kaam rukne ki waja se :grumpy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

barish tu nahi huyi main ney kuch nahi kiya :no:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi barish nahi hui per kaam bijli and sui gas ki waja se ruk gaya :mad:

jab bijli jati hai to generator on ker lete hein per yahan sui gas bhi band ker dete hein kabhi kabhi :grumpy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wajha bhi mat pochiye ga agg lagi huyi hai :mad2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

lol at ur anger :omg:

kya hua baji bakri ?? :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

app ko batai hun abhi rokiye :asa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Haye Mere ALLAH is larki ko kab aqal aayegi :bummer:

ab ye batai kya hai behan ji zara samjha dijiyeey :stuck_out_tongue: :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:stuck_out_tongue:

batati :rotfl:

main khurnun wali baji nahi hun fingers bohut fast chalti hain


Restored attachments:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha ji ?? :hoonh:

zara fast fingers wali behna fb pe tashreef to laiyeey :ASA:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha arahi hun pheley meri chussni utha ker dijiye


Restored attachments:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ok ye lein {= and me hairaan hoon aap per :vivo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi main ney aisa kuch nahi kiya hai ais bhi nahi hun main :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

I know.. aap to mera pyara sa bacha ho :slight_smile: