Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ajj kya abhi abhi gussa aya waqt pey icon nahi milta hamesha
Restored attachments:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ajj kya abhi abhi gussa aya waqt pey icon nahi milta hamesha
Restored attachments:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi aayaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aya th chala gaya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
No gussa shussa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ajj tu bikul bhi nahi aya ![]()
but abhi adha din baqi hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ lol ![]()
yahan rahein nahi aayega INSHALLAH ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kuch bahrosa nahi hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein lkk and jiaa hein naa ![]()
kuch nai hoga
bas aap apne kitchen me koi kam kharaab mat kerna ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
JIaaaa sista wo tu mere side pe hain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
to hum kya israel ke sath hein ?? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
main ney aisa kab kaha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hahahahahaahahahahhaahahhahaahhahahahahaha
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ka
ha
tha na adha din baqi hai bohut zoor ka aya gussa aya tha jis pey aya tha dil charaha tha us main ghuss ke phat jaun:grumpy:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hawwwwwwwwwwwwwwwww haye ![]()
kis pe aaya Didi ??? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Apni sisoo pey aya tha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^
hawwwwwwwwwwwwww Didi aap aisa kese ker sakti hein ![]()
ghar walo se kon gussa kerta hai ![]()
hadd hai naa wese ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Nahi nahi jis baat pey gussa aya wo bikul sahi thi…Pm main bataun gi kal…![]()
main gussa isliye huyi bcuz wo us ke career ka sawal hai:snooty:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ohhh ok per gussa nai kerte pyar se samjhate hein... coz Politeness duniya ki har cheez ko morr sakti hai :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^i know that bohut pyaar se samjha rahi thi mager nahi aye tu gussa bhi nahi kiya main ne mujhe zaroor aya mager main chup hu gayi
or phir main mou band ker ke aisi hu gayi:grumpy:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ ![]()
lol
ap apne Papa ko kahein naa siso aise pareshan mat hoon ![]()