Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haan ;) samajh gaya lol
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haan ;) samajh gaya lol
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aaj nashtay mian dudh k sath daanT khanay pe ghussa aaya…![]()
doodh kay satth daant (is it teeth) ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ullu jhirkiyaan....:( punjabi che chirkaan
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
u kaho na scolding ![]()
maza aa gia ![]()
Ammi Abu donooN nay di kah sirf ammi nay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ammi ne…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
lol...chirkaan :) .. bar der baad yeh lafz suna hai :D
khala ko mein nay he mashwara dia tha ![]()
Maya ko tou roz he parti hain na ![]()
![]()
chawantaaa
tumhari ghalati hoti hai daant mjhy parti hai…![]()
Acha yah mujh par hath mat uthao ![]()
warnah aur daant par wa doon ga ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
nai parti m,ain tumhain baba se danday parwa dun gi.....:ASA:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Unn key liye tou mein chupkay chupkay cigrate lay kar aata hoon woh kabhi me ko kuch naheen kahaiN gay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
woh kabhi cigrate nahi peetay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe aj subhah subhah chai na milne per gusa aaya
this is top secrete ![]()
Jub bachay gi to tab he tum ko millay gi na ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ahem
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sannan tum ne meri chai pee
tujhe main nai chooron gi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Itna pyaar aa raha hay mujh par kah chori gi naheen ![]()
waisay i’m not interested in you ![]()