Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mai karailay nai khata is laiye yaha tu bilkul nai ban sakte :@:
aap bana dain uk ko :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Tauba karrain. I hateeeeeeeeee karailay.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

agr aap ko karailay pasand nai hain tu main tauba kyo karoon :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

I like karaile.. qeema karele.. fried kareele... hamare haan boht ache bunte hain.. Even I can make Kareele without kaRwahat.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Karwahat ki baat nehe hai. I just hate the texture and taste all together. Never liked them. :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

same here i don't like Karalay :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa . . .

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

not yet........

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

exactly isi liey aya tha :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ap sb logon ki karailon se muhabbat ko deikhtey huey mera ab dil kr reha hy k dhabba main sb k liey karailay order kr du. hehehehe

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

koi baat nai is terha ki choti choti batien hoti rehti hain yaha pe :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa . . .

raat ko wapda waloon pe aya tha jab 10 se 1:15 tak lite band thi :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

not at all.......

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

wapda wale nai chahte k koi sukoon se rahe, wo har kesi ko ghussa dilane k chakaroon main hain

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bss yeh laahoa garaam rahkay ky bhanay hain :biggthumb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

agr loha zaida garam ho gaya tu ...

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

tu phir thandaa kar lain gai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

itni jaldi thanda nai hota . . .

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

koi baat nhii thori extra effort karni paray gi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa . . .