Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ab tak tu aap ko aadi ho jana chiye tha :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aadi tu hain, par kal raat tu haad he muk gai, pehaly 8:00 pm sai 10:00 pm gai, phir 10:30pm sai 12:30 am tak, phir har aik ghantay baad jaa rhi thee, UPS aur battery nai hath karay kar diayaa thaay… :frowning:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Geo Zordari . . .

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Dil hy phir be pakistani .... :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Pakistan hamri aan, Pakistan hamri shaaan :jhanda: :salute:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ghussa :smiley: yah pochoo kis kis ko aaya :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hat:

kis kis ko aya :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bht gussa aya aur phir bhag gya :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

my gussa never lasts long so i alway forget

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

That's good habit....

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi taak tu nhi aaiyaa...

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

I studied so hard for todays exam.. but totally bombarded it.. ughh

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Aashiq sb ko aur aashqi ko :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa . . .

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ar kis ne dilaya ghussa :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaj kaafi logon ko ghussa dilanay ka mood hay :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

best of luck :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

not yet .....

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:bummer: koi naheen mila aaj to :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Wafaqi wazeer rental urf Raja Pervaiz Ashraf has been appointed minister of IT and Telecom industry. :mad: