Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Restored attachments:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
zalim insaan ko red kyo kar diya hay :@:
kyu k ap bohat hi zyada zalim ho :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kyu k ap bohat hi zyada zalim ho :(
main ne tu koi zulam nai kiya :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
meray agay wali red car pai, green signal pai be car stop kar li janab nai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no ghussa as usual :-)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no gussa. happy happy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ghussa sehat k laiye acha nai hota ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Is bhai ap koi kaam b krtey hn ya akhbar and tea all the time. :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Is bhai ap koi kaam b krtey hn ya akhbar and tea all the time. :D
nai only GS all the time :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
No Gussa :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
PA
:cobra:
:mirch:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no ghussa . . . ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
abhi taak tu sakoon he hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
abhi taak tu sakoon he hy
sakoon matlb ghussa :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sakoon matlb ghussa :@:
sakoon = sakoon != ghussa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sakoon = sakoon != ghussa
aap ko math barhi pasand hay :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aap ko math barhi pasand hay :@:
haan kahbii thaa, aab tu pay = spending kaa hisaab he karnaa partaa hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haan kahbii thaa, aab tu pay = spending kaa hisaab he karnaa partaa hy
muje tu pay hi nai mili abi tak tu main spending ka hisaab karon :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
muje tu pay hi nai mili abi tak tu main spending ka hisaab karon :@:
q kia 1st month hy job ka.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
q kia 1st month hy job ka.
muje tu lag raha hay k mera last month hay :@: