Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nai ye sach nai hay bas mai ne keh diya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nai ye sach nai hay bas mai ne keh diya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Sister I am feeling that u r very depressed now. if u can share any of ur problem we will try our maximum to give u good advice. but baby pay gussa nei hotey IS bhai sei keh rehay hn.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ap bhai ho na is liye raub jama rahy ho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
lol.. m ok .. thanks any way ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no more drama acha
nai tu ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
IS bhai sultan rahi k roop main
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
drama.. nahi.. nahi.. nahi.. ye lafz sun’ny sy pehly main mar kyu nhi gyi.. mar kyu nhi gyi.. mar kyu nhi gyi..
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
matlb aap muje marhoom kar rahe hain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye kon se drama/movie ka dialog hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
star plus ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
star plus tu channel ka naam hahy dramay ka nai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aray nei nei ALLAH ap ko lmbi zindagi dey.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
us k her dramy myn aisy hi dramy hoty hyn ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
main mazaq kar raha tha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ar un dramoo ko daikh daikh k aap drama queen ban gai ho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye ap QUEEN 24 ko kah rahy ho na ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ma b mzaq e kr reha tha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye 24 kon hay ab ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
matlb aap ne mazaq mai wo dua di thi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
minu ki pta ![]()