Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

apnay aap par...i m so forgetful about my cell phone

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

No Ghussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

good for you

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

I missed it:crying:
luckkkk

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

This is so unbelievable…i missed it both times by a few minutes on the same day after soo long :pullhair:
Nothin can be more frustrating.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

me to three time miss kia.....:D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bht gussa aya khud per as usual :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mjhy aaj ghussa nahi aya.... :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa aa kar kia kar laina tha :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

tumhen maarna tha ghussa aa kar.... :ASA:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yah tumharai chand kabho nah poori honay walli hasratoon main say aik hasrat hay :sannan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

jao ji roz maar khaty ho mujh sy… :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

main naheen jata tumharay sath :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oye tumhen sath nahi lyja rahi…akailay janay ko bola hai… :sannan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

main kub kissi ko sath la raha hoon :wink: Akaila he aa raha hoon :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tumhen any jany ka faraq nahi pta chlaa abhi tak???ye sab khoti school ka kmaal hai…:smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aab kia karoon tumhari galli ko chowkaidaar sota he naheen hay :bummer:

aab khiyaal rakhoon ga :omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

indians ko to tum dost bna laity ho....chokidaar ko bhi bnaa lo naa....

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aab tumhari khatir yah bhi karna paray ga :hinna: