Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wo mujh se zaida dair nai hoti ar aap k sath tu bilkul b nai hoti :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

heavy breakfast :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

fried chicken se zaida heavy nai hay :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:eek: tabiyat tu theak hay na :eek:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kal sy bukhar hy.. ser myn b dard hy.. kamar k halaat b khrab hyn.. pait b nasaaz hy… nazla zukam khansi b hy :naak:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

shabash koi bimari reh na jaiye :clap:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

herat hi ke abhi tak kisi bat per nahi:ahaa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bht bht bht zyada gussa a raha hy :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ksi ko online daikh kar gussa aa gia

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ahí to me hi wapas aae hun LEHSAN CHEEL K:blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bht achi baat hy... kisi ko gussa krty dykh dil ko sakoon mil gya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tumhay thodi kaha tha :). waisay mein b kahu k yeah Thoom ki bu kaha say aa rahi hay :slight_smile:

mazeed gussa aya ab

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

dil ko bht hi zyada sakoon mil rha hy.. ahaa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

shaami khate hue raal na tapkana:D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

chalo tum aisay hi khus ho jao

shami nahi biryani chahiay :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mujhy kya zaroorat hy khush hony ki wo bhi tumhari waja sy