Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Rab Nawaz key likhai daikh kar :frusty: iss ko abhi tak likhna naheen aaya :sadaf:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^ aap ne sikhaya ho ga na likhna is laiye :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

@IS per :hoonh:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kyo main ne kaya kiya hay :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Jiia and yah GN key pass tuition parhti hain shayad :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ap ny mujhy hathi kaha tha :cryb: :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Boss p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

pir tu aap ko bilkul complain nai karni chiye :@:

hathi ko hathi nai tu kaha kahon ga :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap main aur mujh main aik qadar mushtarka hay :cobra:
aap ko Boss par ghussa aata hay aur mujhay apnay Boss key wife par :sadaf:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wo office hoti hai???

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nai wo phone pe hi kaam de daiti hain :@: ar sannan bhai lunch time pe shopping kar k ghar de ate hain :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ohh i guess wo apse grocery or is type ke kam karati ho gi ....koi bat ni :(...hamari hamdardian apke sath han

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan jee :hinna: so i ve 2 boss :bummer: aur do mulaaon main aik murghay key haisyat tou aap janti he hain :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

murghi hoti hay murgha nai :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Naheen :bummer: uss key aur uss key friends aur kids key photos ko Adobe main ja kar khoubsurat say khoubsurat banani parti hain :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Woh kaam kar wa laiti to Chaar Paisay to hath lagtay :teary2:

mairi lughat main murgha he hay :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:naraz::barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

wo kaise banate ho aap mujhe to kisiko gora kerna bhi nahi aata.............:D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

[quote=“Sannan, post:6, topic:256541”]

Woh kaam kar wa laiti to Chaar Paisay to hath lagtay :teary2:

boht dukh wali dastaan hai