Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

fajr here…see you:waves:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussssssssssssaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Abhi tak koi gussa nhi aya n inshahallah aj gussa nhi ai ga

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

khod per

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa .. :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

internet its messing wth me :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

*ghusssa nae aaya *

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apne ap pr :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

phir slap walay thread mein ja kar kuch post karain aor us say agli post mein apnay aap ko chapair marain :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

dont worry i already slapped myself in reality itna gussa aya tha mujhe :D now feeling better

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

phir yeah to bataya nahi aap nay k gussa aya kiss baat par ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujy KHANSI aarahi hi es liay KHU…KHU,KHU:5:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ksi ko khansi karta daikh kar gussa aya.

allah tumhay shifa day :smiley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

raat ko balcony ka derwaza sahee tarh band nhi kiya n then sand storm came agay khuch btanay ki zaroort nhi hai :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aor aap phir b kah rahi thee k kal wala time wapis aa jai :D

fb par dubai mein sand storm ka zikar daikha tha.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi shifa ho rahi
khau khu khu:rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tumhari khansi lagta hay dua say theek honay wali nahi, ilaj hi karwana paray ga :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:devil:mujy gussa na dilao mi vese bhi bohat sad hun
mi khansun to tome kia hota hi:mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

g ta k mei balcony sahee tarh band kr deu iss lye time wapis a jai :D