Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no ghussa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no ghussa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
office ki HR manager pe roz ki tarha naye siray se ghussa aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
roz naye siray se ghussa kyo ata hay aap ko ![]()
lagta hay aap ki/ka HR roz koi na koi policy introduce karwata/karwati hay jo k employee ko bilkul b pasand nai ati ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
policy hi to introduce nahi hoti. I mean the HR manager doesn’t even know what exactly the word “policy” is.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aap chupkay se the word “policy” ki definition e email kar dian ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
wowww brilliant. me jab job se resign karoon gi tab e-mail ker ke jaon gi
it’s not a really bad idea
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
fake email banane mai kitna time lagta hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi but risk thorri laina hai
me nahi chahti ke mujhay nikaal dia jaye. izzat se jaon gi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mai ne kab kaha k office mai baith k e email karo aap ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
acha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujhe HR ka email ar jo email karni hay wo send kar dain mai ye naik kaam kiye daita hon ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
IS Bhai ap office pe kaam bhi krtah han yeah bus gs pe flooding ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye kaam bohat jald hi me ap se karwaon gi
I mean most probably I’m leaving the current place in a few days. ab mukar jana ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
jb kaam hota hay tab mai GS pe nai hota ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
lagta hay kesi onchi matlb achi jagah se offer ai hay ![]()
wish u all the best ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
:cobra:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
NO ghussa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Good for you dude
bcoz
Ghareeb ka ghussa aur Shohar ka ghussa
Hamaisha khud kay liye khatarnaak hota hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^pir aako itna ghussa kyo ata hay
acha acha wo boss ki BV ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kia howa aap kay boss key bivi ko ![]()