Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
wah g wah aj kisi ko gussa nhi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
wah g wah aj kisi ko gussa nhi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kaam kaam aur siraf kaam ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
^ kabi kabi kaam b kar laina chiye bande ko :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
good 1 IS :)
sanan bhai plz elaborate wht kaam?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kaam kaam he hota hay ![]()
Bayshak
he keon nah ho :cobra:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
^ kabi kabi kaam b kar laina chiye bande ko :@:
main banda naheen Chursi hoon :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
No
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
No ghussa :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
main banda naheen Chursi hoon :@:
charsi tu suna tha ye chursi kaya hota hay :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
wow good ap ko tu gussa nhi ata lucky ur wife :)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
wow good ap ko tu gussa nhi ata lucky ur wife :)
ghussa bohat kam kam ata hay
ar zaida tar main control kar laita hon :-)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Charsi key dosri form :cobra:
Ghussay ka aana Mard key Nishanai hay ![]()
Magar
Ghussay ko pee jana
HUSBAND
honay key nishani hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Matlb Vadda CHARSI ![]()
mai tu bachpan se e **HUSBAND **sabit howa hon pir tu ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aap ko bachpan he say dulha bannaay ka shouq tha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye tu mujhe khud b nai pata ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
lolz sannan ![]()
bechara IS hehehehe
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ye tu mujhe khud b nai pata :@:
ap ko jo pata hai woh bta de
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
mujhe tu bas itna pata hay k mai bohat masoom ar rehmdil hon ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mout aur Museebat baghair batay he aati hay :cobra:
Ittni masoomiat par aik joke yaad aa gia kahain to post doon
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sukar hay aap ko b pata hay ![]()
wese gahak b ar bimari b bagir batay ate hain ![]()
joke mai ja k post kar dain ![]()