Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi, isay aaj jail mein computer mil gia ho ga........woh b with free wifi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

koun tha jail meh

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Gujjar :hbk:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mohammad asif, aor rabz usay chars dainay gai thee

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awien e :@:

mai tu pehle se e aisa hon :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

matlab aap par sannan ka asar pehlay say hi hay ? :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^ is insaan ko daikhny k baad b nhi aya :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ksi ko online daikh kar aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

koi kisi ko daikhty hi online ho gya :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aor phir gussay mein chala b gia

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aaj ghussa aya jb doctor k pass gaya tha monthly eye checkup k laiye

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mai ne Sannan se pehle GS join kiya tha :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

yeah b to ho sakta hay k sannan aap ka pehlay say hi langotia ho :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

football pe :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

football kis ko kahti hein ? ya kon football jaisa dikhta hay ? :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa . ..

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nai aisa koi hadsa mere sath paish nai aya :@: