Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

qadar phulaa dee bulbul janay saaf dimaga walay
qadar phulaa dee gidh ki janay murday khawan walay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

hmm
mujhy cooking karny per gussa a raha hy :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

jo larkia time par cooking seekhti nahi, un ka baad mein yehi haal hota hay :P

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhy cooking bht pehly sy ati hy ye alag baat hy koi shoq nahi hy karny ka :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no gusssssssssa :balley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

thora thora gussa hy :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

to phir jis par gussa hay us ki thukai karo, idhar kia karnay aa gai ho

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhy khud per gussa hy :frowning:

khud ki hi karti hun thukayi :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nope kisi baat pe ghussa nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:sannan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa .. :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

*no gusssssaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa *:(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:aj: bhi aur :yawn: bhi :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apnay aap ko kio taqleef daiti ho, mein madad kar du ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa......just annoyance.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ker do :frowning:

bht gussa a raha hy :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

@IS bhai for not inviting us :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

main nay he mana kia tha :shireen: