Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me kursi sy hi kut kut k hadi pasli tor k gardun tor k jan lun gi us ki ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me kursi sy hi kut kut k hadi pasli tor k gardun tor k jan lun gi us ki ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
itna zulam ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ager phr b bach gye to choty choty tukry ker k us ka kacha chaba jaon gi ![]()
munh main water aying ![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
:mirch: ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aap chote chote tukre kyo karien gi bary bary kyo nai
munh mai water kyo ain blood kyo nai
aap kacha kyo chabaoo gi pakka howa kyo nai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
choty choty tukry asani sy hazam ho jayen gy ![]()
jub blood peon gi tub aye ga na munh main ![]()
kacha zyada yummy hota hy ![]()
still bht gussa aying ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sanno m sad ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
agar asani se hazam na howe pir u kaya karo gi
kaya hazam karne k laiye pani piyo gi ya botal
agr botal piyo gi tu kon si
thankdi botal piyo gi ya garam
jb u blood piyo gi tu wo halq se neache chala jaiye ga tu munh main kese aiye ga
pakka yummy kyo nai hota
kaya aap ne kabi pakka try kiya hay
still itna ghussa kyo aing
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aab kia ho gia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ap ko marny ka itna shoq kyu hy ![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
wohi jis baat per gussa a raha hy
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujhe marne ka shouq kyo hay
aap ko aisa kyo laga k mujhe marne ka shouq hay
aap aise shaklien kyo bana rahi hain
kaya aap mujhe marna chahti hian
kaya aap mere b chote chote tukre karien gi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
pata nahi
pata nahi
kyu k gussy main hun
main apny bhayoN ko nahi marti :hinna:
kabhi kabhi nahi
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no gussa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no gussa
dil halka ho gya :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
nehi aya gusa.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
that’s good …yah lo sutta ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bhara hoa daina ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
thanks ![]()
maza a gya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bhago bhago, police aa rahi hay