Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

salamzzzzzzzzzz to all …

oyee sara ki bachi ajj mjhe say larii matt .. samjh

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:wsalam:

kya haal hai?

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

q aj kya huwa
shadi ho gai tmhari?
ye bat he to chalo aj maff kr deti hun

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

nhi shadi nhi hui … ajj mai nay ganday logo ka mauh nah lagne ka faisala kiya hai ..

LP..daikh loo .. zinda hoo … ek time ka nashta nhi krne say mane wala nhi mai …

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

sara fiker naawwttt abhi larainge ye tumsey :cb:

haan sarmad insan kub tuk zidd pe ara raheyga :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

acha phir tum apnay mun b na lgna ok
kahin aina na dfekh lena

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

^ entire life.

oh chal oyee chawala nah marr .. ja k apni mucha sedhi krrr… samjhi

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:nahi:

chal oye wadda phanay khan

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

sara :hugz: he meant bleach ur moustache :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

sara ka peechay 4 kute choring … chal nas hun

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

ye pagal he lp

men kutton ko candy daying or kutton ko sikhaing or wo kuttay tere peechay laging n uuuuuuuuu speedo speed baging

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

sara woh khilone ywaaley kuttey hain :cb: the ones jo do min ke liye bow wow kertey hain :cb:
u no daring

LPk utton ko khirki se bahir phainking

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

sarmad sara ki gut phankay say bandhing or pankha chilaying

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

LP sara ko bachaying aur sarmad ki shikayat lagaying to ammi

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

abhi pankha nahi chaling or light jaing heheh

or tmharay dady aa k tumhen jooton se maring

or boling oyeeeeeeee nikammay sharam nhi ati choti si bachi ko marty ho
or sarmad ko mar poaring or sara khush hoing
lp b hnsing

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

choti si … haha … yaar itna jhoot tou matt bolo .

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:smilestar: