Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:whistling:

:dhimpak:

Haans hans kay kah kha kha kar :dhimpak: mujhay apnay aik doost key amaan ka waqa yaad aa gia :hehe: apnay baitay kay mutapay ko kum hota daikh kar kahti hay punjaib main pahlay paanch paanch baal partay c tay hun sirf tin (3) bal tid vich :omg: (sorry if punjaib is not good) :omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haaaw sirf 5 baal hain…mere paas aik hair plantation k dr ka no hai :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:dhimpak:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no no ,yi wali exercise karo:frusty:1+1+1 a day
kafi AFQA ho ga:barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kuttay pe ghussa aya hua hai :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apna tajarbah apnay pass rakho :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

No gussa :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

No Ghussa but hansi :omg: check PA :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Yeah checked it :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

woh bachay hain abhi :fatee:
:hbk:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bht gussa a raha hy :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kisi bhi baat par nahi. :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ghussa karnay wali umer nahi rahi ab :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

lekin is umar main to zyada gussa ata hy :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

but koi ghusa hi nahi dila raha na :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

utho jago pakistan daikho khud he a jaye ga :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Woh wali umer abhi i nahi jis main zyada ghussa aata hay :-)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

wo kub ani hy :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apni eyes pe :bummer: