Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

2 saal main pehli bar police aai wahan

darya khan ne kaha tha yahan khari kar ke jaldi se bachy door ke ander choor dia kar dosri taraf sy phir road cross karna perta hai na

mery ko ki darya khan ne kuch bhi nahin bola

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aaj no ghussa abhi tak

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

chalain fine to darya khan nay hi daina tha na, jab darya khan ko koi masla nahi to sharmeeli nadi kio paraishan hay :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi tk no gusssssssssssa :balley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Filhaal no ghussa :shireen: :chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Thread remove honey per nahi bal ke kerny ki wajah per ghusa aiay “Inappropriate Language” bataney pe rjab ke main ny koi gali likhi na galoch “Allah ki Shan” Ko Allah ki shan kaha is main Inappropriate Language wali kiya bat thi:mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Buhat Acha howa :cheer: balkah buhat he acha howa mujhay bhi iss lingu par aitraaz tha :sannan:
very very happy :shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Phitty mu :mocking:
Thread ka unwan tha " Allah Ki shaan" ab abtao is per kiya yatraz?? Kiya Allah ki shan na thi woh sab??

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

iss ka unwaan hona chahiye tha Gandi soch ganday loog :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

due to change of some policies :aj: :frusty: :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

i think 5 min baad u ko yeah post update karna paray gee :P

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

5 min tak main yahan sy waisy hi jany wali hun :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

thanks you, i am counting :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

khair say jao khair say aao :fraudia:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

@KayZ keep counting... kabhi na kabhi to improve karo gy apny math ko

@Sannan abhi yahin hun :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ab kia faida, ab to parhnay likhnay ki umar guzar chuki hay :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

phr bhi improve karo apny math ko