Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aaj ek baat pe gussa aya per jane dia kia faida larai jhegra kerne ka

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghusa to buhat hay :aj: par don’t worry khanay saink doon ga kumbakhat kay :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Usay tou muft ka khanay garm kernay wala mil jaye ga :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum bhi sikwa lo :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Thanks :shireen:
I know you’ll eat half the khana while tasting :hoonh:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa aa raha hay :aj: aiveen bus :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bht gussa a raha hy :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kis baat pe? yaa, bilaa vajah hii? :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

thora ghussa aya tha, par ab nahi hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????


you kaa Ghussa kia **'kaafoorii Ghussa'**** hai jo abhii aayaa abhii gayaa! :D**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

billa vaja hi :hoonh:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kabhii kabhii ‘bilaa vajah’ bhii sab se baRii vajah huaa kartii hai…vaise, ziyaada tar logoN ko bilaa vajah hii Ghussa aayaa kartaa hai :smiley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ub ye matt kehna tum ko bhi bila wajah ata hy :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

maiN to kabhii bhii “bilaa vajah” baat nahiiN kartaa aur maze kii baat to yeh hai k maiN koi na koi vajah zaroor talaash kar letaa huN :smiley: :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ub tumhari is explanation dainy ki waja kya hy :hoonh:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bilaa vajah hii…aur kia vajah ho saktii hai…vajeh be-vajeh koii na koi vajeh honii kia zaroorii hai? :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum ny khud hi kaha u ki koi baat waja ky bagair nahi hoti :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ab har qaanoon se ek do baateN to hamesha mustasna hotii ahiN…angrezii kii kahaavat hai na k “to every rule, there is an exception!” :smiley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

to ye baat pehly kyun nahi sochi :5: