Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

IS k tic tac toe thread mein “O” likhne pe ghussa aaya :grumpy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

us ghussay ki kher hay :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apne aik friend per :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Gussa sehat k liay acha nahi hota.

Mujhay aaj light walo par gussa aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:emmy: :kursi: :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

lagta hay aaj koi pitnay wala hay jiia k hatho :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

iss waqat 11 baj rahy hain kisi ny bhi nashta nahin kia sirf main jaag rahi hoon ghusa hai boht kab sub uhtain keh nashta doon

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

thnda pani sut de uth jaaan gay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

woh konsa parinda hay jo din mein soya rahta hay ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

zahir aa tu kayz

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi main kia kahoon kantuty ny bata dia na tery ko

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

KHOD PER ,YAAR MUJY FAX NAHI KERNA AATA:smack2: had hi ho gae

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kia mery ko fas karna hai to rehny do

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tome to PM kerlongi KISI KO fax kerna tha ,bare khowar hue
mujy yi bhi nahi pata k os k sath country and city code bhi lagta hi:samck2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

waiy mery ko bhi nahin patha yeh

bary khawar ho keh fax office sy tum nikly

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aik nahi 2/2 :cb: kitna phone ka bill banaya pak ker ker k pehli shop se nikalne k baad:rotfl: