Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kya zrurat theee
when you know each and everything ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kya zrurat theee
when you know each and everything ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
buhat ghussa :frust: yah larkian bhi na :fursty: inn ko kaam karna aata he naheen hay
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aahoo, ab hamdard bn k haath pakarr ker na sikhanay lag jana
Interns he hain beechariyaan ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
No she is very senior
i just hate that type of girls who really don’t know how to do work and try to put their work on other shoulders ![]()
aur hamaray boss
sirf unn key baat suntay hain ghighyaanay lagtay hain
mein nay appnay qaim muqam boss ko phone kia hay aur kahan hay kah iss larki ko kahay mujh say direct baat mat kia karay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
oooooooooooooooo showing yourself extra shareef poond antum akheer ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no ghussa abi but subha subha kafi tha
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein ghussay mein pagal ho raha hoon ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye ilzaam hay ghussay pe ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kya yeh sb sach hai?
chalo koi nae, shikayat laga do bs ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
haan
East or West lakron kay sath har jagah imtiazi salook :hinna: ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhy gussa nahi aya :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
First decide you are in East or West ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aye haye kis ghareeb pe :hinna:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
IS bhai key khush fehmian parh lo shadi kay baad walli zingagi par ![]()
West ![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
divaar ka b koi qasoor nai hay ![]()
aap ko ghussa kyo nai aya
aap ko ghussa kab aiaye ga
jb aap ko ghussa aya tu aap kaya karo gi
aap ko itna ghussa kyo ata hay
jb aap ko ghussa ata hay tu aap ka dil kesi ko kill karne ko kyo karta hay
aap ko din main kitni dafa ghussa ata hay
aap k ghussay ka kam se kam duraniya kitna hota hay
aap k ghussay ka zaida se zaida duraniya kitna hota hay
aap ko zaida ghussa kis baat ki wajah se ata hay
jb aap ko ghuss ata hay tu kaya aap apna sar divaar pe marti hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
apne aap per :sid:
aap itna jal kyo rhe hain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan hay
now her boss is calling me
let me screw him up ![]()
aapni masoomiat par na ![]()
jal
mujhay to humdardi ho rahi hay aap key masoomiat par ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no gussa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
divaar ka b koi qasoor nai hay :@:
aap ko ghussa kyo nai aya aap ko ghussa kab aiaye ga jb aap ko ghussa aya tu aap kaya karo gi aap ko itna ghussa kyo ata hay jb aap ko ghussa ata hay tu aap ka dil kesi ko kill karne ko kyo karta hay aap ko din main kitni dafa ghussa ata hay aap k ghussay ka kam se kam duraniya kitna hota hay aap k ghussay ka zaida se zaida duraniya kitna hota hay aap ko zaida ghussa kis baat ki wajah se ata hay jb aap ko ghuss ata hay tu kaya aap apna sar divaar pe marti hain
**sary sawalon ka aik jawab
mujhy gussa nahi ata:@:**