bilkul darust …hum to khana kahtay hoye koi risala zaroor parhtay haiN aur hamaray dost risallay key halat daikh kar jaan jatay haiN kah guzashta haftay hamara yahaan kia kuch paka tha
Buhat shukaria Zain … aap caps lock off kar day likhaiN to ziyada bahtar lagay ga