Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Yun hi samjh lein… wo khetey hain naa musibat jab bhi ati hai charun tarf se ati hai yun samjhein aisi hi meri tentions door huyi hai bohut bari alah ka shuker charun taraf se meri liye qismat ke derwazey khul gaye :alhamd:…