Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

App ki baat pey hasni chot gayiiii pata nahi kya likha hai peeno tanduri :rotfl:

mujhe pata nahi kya kya kehtey rehtey hain samjh mae nahi ata mager pher ke hansi ajati hai kuch funny hi hugaa :cb: