Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
oh nahi nahi…mein bilkul bhi naraz nahi hota…
aisi baat nahi bilkul bhi…mein bus kaam kar raha hota sath sath idhar Real time post par dekh raha hota…koi thread matlab ki lagay ya nazar paraay tu post kar deta..aadat hai aisay hi..kabhi bhi..forums kay thru nahi gaya threads par…![]()
oh and good luck…Allah app ko mubarik karay…and thank you…