Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aray aray royein nahi behna ![]()
ye sirf pain ki waja se hai ke apki concentration nahi ho paa rahi ![]()
mein bhi to hasane ki koshish ker raha hoon aapko ![]()
bas next week sab thik ho jayega INSHALLAH ![]()
rest karein and achi khoraak lein aap
I mean chicken shiken and qeema.. aur ho sake to machli bhi
![]()