Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**coffee to kaafii nahiiN pee bal k life men kabhii nahiiN pee…gaaoN kaa painDoo huN is liye dhaabaa ishTyle chai hii peetaa huN…FREE chai ke liye ek coupon hii de deN :slight_smile: Allah aapkaa bhalaa karegaa…Allah aapko ****‘chaand se VO’ **de degaa :smiley: