Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

asal main main ne dekha nahin tha police wala wahan samny tha warna main roz ek minute ke lia wahan khari karti hoon bachy ko masjid chorty waqat

pakistan apna mulq hai na jo marzi karo kuch nahin kehta bechara

missing my pakistan