Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Somalian ka mazq mat urrao :hinna: They are also human being aur agar unn kay pass kahnay peenay kay liye kuch naheen hay to woh bay charay iss he tarah imdaad ko daikhay gaiy na ![]()
Allah say panah mangain kah Allah iss ghari say sub ko bachay :hinna:
Ameer dil ka hona chahiye ![]()
pass kar ya bardashat kar :og: