Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**yeh mere gale kii exercise hai…daily DR ne bataayaa hai 30 minute exercise karne ko :slight_smile: 15 minute gaataa huN aur 15 minute rotaa huN…you ko kia pasand hai? :smiley:
**

**hai na? aisii joRii hogii hamaarii kiuN k maiN Canadian aur vo desi hai:

**