Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**lol hahaha
hahaha lol…vaise, maiN Khud Dar jaataa huN agar kisii ko DaraauuN to…kal se to maiN bhii sahmaa huaa waa huN
![]()
isii liye maiN ne kabhii yeh she’r kahaa thaa:
jism meraa merii hii aawaaz se larzah jaaye hai
aur dil miraa seene meN do do haath uchhlaa jaaye hai ![]()
**