Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smack2: ittni bhi aag naheen lag rahi thi kah agar tum kuch dair baad kar daiti tou qayamat aa jati …
anyway kounsa model tha mobile ka :5: Nokia 1100 tou naheen tha mairay walla :teary3: