Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
*Na jaaney aaj ye kis ka khayaal aayaa hey
khushi ka rang leeye har malaal aayaa hey
*
"Ye"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
*Na jaaney aaj ye kis ka khayaal aayaa hey
khushi ka rang leeye har malaal aayaa hey
*
"Ye"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Ya Rab ghum - e - hijraan main itna to kia hota
Jo haath jigar per hai wo dast-e-dua hota
Ek ishq ka ghum aafat or us pay yay dil aafat
Ya ghum na diya hota ya dil na diya hota
"Alif"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
ajab havaa-e-bahaaraa.N ne chaaraasaazii kii
vo zaKhm jis ko na bharanaa thaa bhar gayaa mujh me.n
vo aadamii ki jo patthar thaa jii rahaa hai abhii
jo aa_iinaa thaa vo bikhar gayaa mujh me.n
"NooN"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Na poocho ehd-e-ulfat ki, bas ek khwaab-e-pareshan tha
Na dil ko rah per laay, na dil ka mudda samjhay
"Yay"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
ye kaun Duub gayaa aur ubhar gayaa mujh me.n
ye kaun saaye kii suurat guzar gayaa mujh me.n
ye kis ke soG me.n shoridaa-haal phirataa huu.N
vo kaun shaKhs thaa aisaa ki mar gayaa mujh me.n
"NooN"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Nahi'n is khuli fiza main koi g osha - e- faraghat
Yay jahan ajab jahan hai! na qafs na aashiyana
Tri banda parwari say meray din guzar rahay hain
Na gila hai dostoon ka, na shikayat - e- zamana
"Hay"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
hasti ke mat fareb maiN aa jaaiyo Asad
aalam tamaam halqa-e-daam-e-khayal hai
BY: Ghalib
"Ye"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
![]()
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
mai bhi uth gaye ![]()
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
^ Aap ki kami reh gai thi bas
The full Ladies group is online. Aap logoN ko aur koi kaam, dhanda hey ke nahi??? ![]()
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Hay shaab nice to see u dear.................acha kiya aa gaee ho..........:)
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Yun akailay mein ussay Ahd-e-wafa yaad aa'ay
Jaisay banday ko musebut mein khuda yaad aa'ay
"Ye"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
hian na abhi sokar uthi to socha dekho ky ahorha
ab tyar horahi ho kaam par janay kaliye ![]()
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Yes Amal, in ki shikaiyat lagani puray gi, jub daykho online, bunda doosroon ko bhi mooqa dayta hay points laynay ka. this is totaly unfair, next time rules main thora change kurna puray ga, like, consecutivly, each group member can post maximum 4 shair.
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
ye mashvare baham uThe hai.n chaaraa-juu karate
ab is mariiz ko achchhaa thaa qiblaaruu karate
"Ye"
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Yes Amal, in ki shikaiyat lagani puray gi, jub daykho online, bunda doosroon ko bhi mooqa dayta hay points laynay ka. this is totaly unfair, next time rules main thora change kurna puray ga, like, consecutivly, each group member can post maximum 4 shair.
phir bhi i m sure app log nahin jeet sakoo gay.........:D
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Yes Amal, in ki shikaiyat lagani puray gi, jub daykho online, bunda doosroon ko bhi mooqa dayta hay points laynay ka. this is totaly unfair, next time rules main thora change kurna puray ga, like, consecutivly, each group member can post maximum 4 shair.
bhai saahab, iss tarah tau hum loug 1000/1 saY haar jaayeN gey.. aap aur amal tau nikal lo geY abhi dau chaar ghaNtaY maiN... mujhaY pooraY din aur aadhi raat chaar sheroN par kaaTnaa paRaY gaa... woh kiya kaha thaa Khalid Masood nay:
Woh har ik baat maiN aagay thaa aur hum har ik kaam maiN phaadi thaY
woh sabaq mukaa kaY beh jaataa, hum pencil ghaRiyaa kartaY thaY
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Nahi AQ, it might go in our favour kion kay ye loog tu offline hooti hi nahi hain, pata nahi kiya khaati hain kay neend bhi nahi aati inhain. :)
Re: Ladies & Gentlemen ― 5|1
Nahi AQ, it might go in our favour kion kay ye loog tu offline hooti hi nahi hain, pata nahi kiya khaati hain kay neend bhi nahi aati inhain. :)
app logon ki strategies ka kya bana jo kal..app log bana rahay thay.........????
AQ ko chor kar app log ghaib ho jatay ho aur phir kahtay ho k points Ladies lay jatee hain..........Points k liay Mehnat karni partee hai.........hum say Sabaq sekhain..........:D