Re: Ladies & Gentlemen ― 0|0
Andaaz-e-bayaaN garchaY bahut shoukh naheeN hai!
shayad kay uter jaaey teray dil maiN meri baat!
yaa wusa't-e-aflaak maiN takbeer-e-musalsal!
yaa khaak kay aaghosh maiN tasbeeh-O-munajaat!
woh mazhab-e-mardaan-e-khud aagah-O-khuda mast!
yeh mazhab-e-mulla-O-jamadaat-O-nabataat!
"Tay"
By: Allama Iqbal