suno suno suno woh aik banda tha mere last dhaagay main keh raha tha lambi lambi whale fish pata nahi kia kia uss nay pakra hai aur paani main reh sakta hai 3 hours tak wah wah wah baghiar oxygen k wah wah :)
nahi karta to nahi but jaisay uss banday nay sunai thi socha tha k yahan aa k aur lambi lambi phainkay ga but aya he nahi jealous hahah g KARACHI main he rehtaaaaaa hoon khuda k waastay BEinglonely larka hai larki nahi :)
Mujhey aur tau nahee pata, lekin aik baat ki shaart laga saktee houn. Sab sai baree gup would come from either a guppy from Pakistan aur Dubai. Not from UK or USA.