Re: aaj ki amman
ek laRkaa thaa. jab uskii paRhaaii Khatm hui to usko job nahiiN mil rahii thii...usko shadi kii offer aayii australia se...usne laRkii nahiiN dekhi thi. vo laRkii australia jab 2 saal kii thii tab chali gaii thii...
to be continued
kia usko larkii baghair dekhe shaadii ke liye haaN kah denaa chaahiye?