Re: Aaj Kee Taza Khabar
![]()
![]()
—![]()
![]()
![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
kis ki wedding say bhaga hoon yeh tou batao ![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
how could u say that whithout any proof ![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
^Aaap nay abhi tak apni aankhoon ka ilaaj naheen karvaya Khala ![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
^ Naheen, kiyon keh zaroorat mehsoos naheen howi. BTW, mera avatar to eyes blink karta hai, yeh normal baat hai. Aap kay avatar ki ankhain khuli ki khuli hain....shayad hairat say phati ki phati reh gayien ya phir button hain.
Re: Aaj Kee Taza Khabar
^Khala aap humaray avatar ki shaan main gustakhi ki murtakib ho rahi hain ![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
^Fir ki hoya ay ![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
Kal Monday hai.....kaam shoroo, ahhh, puray do busiest weeks guzaar kar sirf aik Sunday mila aur woh bhi jald guzar geya...:(
Re: Aaj Kee Taza Khabar
^Kaash sunday kay bajaey Friday ko holiday howa karay :(
Re: Aaj Kee Taza Khabar
Ho hai hor tussi es gal te hasde peya???
Re: Aaj Kee Taza Khabar
i am not bechara ![]()
Re: Aaj Kee Taza Khabar
Woh kiyon? Quran main to aisi baat naheen hai? Us main likha hai Jummah ki namaz pardh kar doobara kaam shoroo kardo...sirf Jummah pardhtay waqt lain dain tarq karo, us kay baad naheen.
Re: Aaj Kee Taza Khabar
^Khala leave this topic .... warna bahas kaafi taveel ho jaeygee :)
Re: Aaj Kee Taza Khabar
:) OK. Wiasay for your information likh diya thha, Quran translation kay saath pardhti hoon na.
Re: Aaj Kee Taza Khabar
^Achchi baat hay ...thanx for ur information :)
Re: Aaj Kee Taza Khabar
chalo kon bhaga hai kahan bhaga hai
pk to yahan hi bhagta phir raha hai.
Re: Aaj Kee Taza Khabar
know he got back after a long time coz he can’t hide any more.![]()