Re: aaj, kal, parsoN…uske ba’d?
thanks for wishing me 'happy maGhaz-maaring". ![]()
tarsoN kaa sure haiN? hamaare yahaN to kuchh aur kahaa jaataa hai! ![]()
usse pichhle waale daadaaoN ko kia kahte haiN? hmmm
MQM? ![]()
tbh, i dunno…i may have to ask my bro about that!
his Urdu is way better than mine! ![]()
kia aapko pataa hai? agar pataa hai to please jaldii se bataaiye taa k mujhe apne bhaijaan se na poochhnaa paRe.
Thank you!