Re: aaj kaa she’r…a silsilavaar laRii
saamaan-e-tamanna = vo shai jiskii aarzoo kii jaaye
jumbaan-e-tamanna = jumbish e tamanna = tamannaaoN kaa Harkat meN aanaa/vujood meN aanaa
shaa’ir haiN nahiiN bal k shaa’ir the. Allah unko jannat naseeb kare…aameen
bahot Khoob. lutf aa gayaa. ![]()
'allaamah kaa yeh she’r mujhe beHad pasand hai aur, zaahirash, nazam bhii! ![]()
abhii meraa Youtube kaam nahiiN kar rahaa, iA ba’d meN sunuuNgaa. shukria.