aaj dil udaas hia

Re: aaj dil udaas hia

hello ume jeee.....mera PM milla,itnay ghussay main likha tha keh dil kar raha tha computer screen tor doon,magar hai to meray baap ki kamai ki........
pehlay doosray kehtay thay to itna burra nahee lagta tha,ab aap ne bhi keh diya naa...aap un 4 logon me se thi jin ko mera real name pata hai,place pata hai,aap ke khiyaal main main aap se jhoot bol rahi thi????? sakht naraaz