Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
machriyan kon hen drakola
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
machriyan kon hen drakola
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
oh hoo .. lgta hai kal kay electric shocks say javed pa ji yaad dasht chali gaye hai ..
sarmad javed pa ji ko hammer maring .. sara behish ho jaying
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
chal oye zubani batain krnay waly
tum ne mujay shock lgaye na to meri poori family se tumhen jitnnay shock lgnay hen un se phir tumhen allha hi bachaye
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
chal oyeee ... mai u ki family say nhi darta .......... shock tou lga k rahooo ga ... chahyee allah mian bachayee ya nah ... haha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
phir allah tumhen b utha le ga
allah mian is saremad ko naik hidaiyat de ammen
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
allah mian . sara pa ji ki moochoo ko or strong krrr day ... hehe
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
shakal daikho apni shabby hi lg rhy ho ![]()
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
tum apni daikhoooooo .... puri phulan devi lag rhi hooo .. haha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
yeh hospital hey akhara nahin:hoonh:
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
akhara nhi hai .. .to yha javed pa ji pehlwan uarffffff mucha ala pehlawan kiya kr rhi hai ...... hehe
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
itna cute avi he mera apna daikho mun to dho lena tha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
ya bht cute avi hai . .ba sis k moochay thori si bari hai ...... haha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
tumharay to bal hi mougli jaisay hen heheh
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
chal oyee .. chuni chuni akhooo wali ..... haha ............. phurrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
sach mein mougli lag rhy ho bilkul hahahaha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
or tmhe bilkul .............. mudhi tamptas lag rhi hooooooooo ... haha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
wo kon he???
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
haha ... gud for me k u dnt know ..... haha......... bach giya mai haha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
btaooooooooo na tmhen to men btaon phir
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
mai kyu batayoooooooooooo .. marna hai mjhe kya .... haha