aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Dania Aapi Petrol khatam ho gia hay kaisay jaon :bummer:

Yah tamam aqalmand aik he tarah keon sochtay hain :lifey:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

^ koi nahin mey achi waali aqalmund apney jesa na samhjein mujhey:zobo::naraz::snooty:

Me aur Aqalmand :konfused: naheen me to seedha sadha bholla bhalla :lb: hoon aur aap jaisa ho he naheen sakta

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

thankyou i know naa:blush: i appreciate ur humbleness:snooty:

sanan ,samrad or Lethal acha sachay or shareef bachay hain…doodh peetay ..:lb:

rabika .. sara .. dania ..maila .. alyia …or Lp sab gandi bachyia hain .. hum ko hr waqt marti rhti hain … :muzna:

Aab marain gi to naheen na Aap MarrKutai :bummer:

:lifey: sach kaha bhai Sach …

O bhai inn Aunteon ko Bachi kah rahay ho :cb: haan Aunty numa Bachian kah lo :wink:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Really Sarmad????

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

aaaaaahhh phir say wohi avi ... hatooo is ko .. abhi .... i mean abhi k abhi ..

@ sanna yaar sab hi antyia hai ...lakin aunty kehoo ga tou or mar paray gi .... mummy !!

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

I will do what I want...tum bhi to wohi karthe ho jo tumhara marzi hai...right? Tum kabhi kisi aur ke baare mein soch the tho nahi.....aur ab poocho mujhese kya hua?

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

kya hua ??:@:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

kya ho rha hai :hoonh:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

alyiah to loveryia ho giya hai ... kya us ka ilaj ho skta hai ?????????

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

^^ yeh bht porani aur thakki howi bemari hai kisi b clinic se hojayga yahan paise ziyda lagen ge :p

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Mujhe koi bimari nahi hai...saari bimaari uthar gayi :)

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

nhi utri ...... woh tou sar char k bol rha hai ...... hehe..

DM bhaiya is ka illaj kroo .. paisoo ki fiker not ..... mai chanda akhta kr k day doo ga ... i shapat.

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

:)

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

achaa Sarmad aap fiker na karen paise jama kara den counter per :slight_smile:

Aaliyaa ap aye zara apko observation main rakhna hai :hoonh:

Saheeh kaha :bummer:

me ko pata hay beemari ko aap chimar jain tou Beemari panah mangti hay :cb:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

hello hellohellooo!

i am finally here

any dakter needs help?
no?

ok

goes back to sleep

:phati:

Yeah saray iss bemaari ki aakhri stage pe haiN
doctors ki team main shamil hain

raabika

Decent Munda

Little Princess

redidentity

sara javed

&

Dania

or iss haspatal ki head nurse hain

K337

compounder hain :

esix