Aai Karamba !!

Re: Aai Karamba !!

laitnay say insaan ke body ko sukoon milta hai mohtarma :blush: :smiley:

app ka time to wiasay bhi FAST jaa raha hai :rotfl: ishe liye jaldi jaldi achi bachi kay tarha Sar dabwa loo :hehe:

kyon tumhara gala daba diya to phir mera kya ho gaa :bummer: :mudhosh:

Re: Aai Karamba !!

hahaha :hehe: bhai main ap ka naam ROSHAN kar raha hon… apna nick change karoo.. from bored in brisbane 2 popular in brisbane :hehe: :smiley:

Re: Aai Karamba !!

tum mera mazaak bana rahe ho kya…? :frowning:
aur agar main chali bhi gayi..to mujhe koi fikkar nahi hai ke tumhara kya hoga.. i dont care..:snooty:

Re: Aai Karamba !!

aray nahin yar.. main to kishi ka mazak nahin banata… :bummer: acha chalo sar na dabwaoo.. :bummer:

waisay main kyon app ko marnay laga… :halo: PAAP LAGAY GAA MUJHAY :smiley:

Re: Aai Karamba !!

paap to tumne aur bhi pehle se kaafi kiye hain.. ek aur paap ho jaayega to koi baat nahi hai..:smiley:

Re: Aai Karamba !!

Tobah Tobah Lay d ki honey :bailan: ABHI RAINU kaka ko bulata hon ..phir mazaa ayee gaa :hehe:

MAIN PAAPI nahin hoon :crying:

Re: Aai Karamba !!

bula lo..dekhte hain kya kar lega raini kaka..:snooty:

ps. tum paapi ho..! paapi ho..! paapi ho..! :hoonh:

Re: Aai Karamba !!

theek hai theek hai.. aik dafa or haath jooro. or paoon bhi parho :snooty: acha acha.. bus bus bohat hai :smiley: jaoo.. aik class roohafza bhi pilaoo :hehe:

aray main paapi kaisay ho gaya.. zara batana.. bohata pata hai naa tumhain :hoonh:

acha.. statement change kar diya :expressionless:
Dar gaeen naa.. bohat buray bhi bohat buray :rotfl:

bachi dar gayee :smiley:

Re: Aai Karamba !!

:snooty: kabhi nahi..! bulao apne rainu kaka ko..im not afraid of him..(anymore..:slight_smile: )

Re: Aai Karamba !!

:wave:

Re: Aai Karamba !!

yeh yeh. lad d honey… asliyaat to sub kay samnay hai ab :hehe:

Nancy :wave: :salam:

Re: Aai Karamba !!

:wave: naduu kaisi hoo

Re: Aai Karamba !!

:hoonh: to maine kahan kaha hai ke asliyat ko chupao..ab bulao na apne rainu kaka ko..:snooty:

:wave: hey nancy..

Re: Aai Karamba !!

tum nay mere haat joray thay..bus wo asliyaat hai.. now u can’t prove anything :smiley: end of the discussion :hehe: jo baat ke dee tum nay .. wo keh dee :hehe: ab nahin ayain gay wo.. :stuck_out_tongue:

Re: Aai Karamba !!

hello every1 kia horaha hai?

Re: Aai Karamba !!

shobby bhai, second test match kab hai?

Re: Aai Karamba !!

nancy yar.. aaj rat say shuru hai.. afridi or malik ko lay ayain hain. yeh suna hai main .. :jhanda: