self-respect ot something whatever we call?
ok we call it, dheet panna ![]()
aap kee ammi, aap say mazaq karti hoN gee.. aap such samajh leti haiN..
kiouN, tum kiyaa aadhaY din kaa rozaa bhee naheeN rakhtaY :aq:
yeh tau koi baat naheeN huvee… roza should be till iftaar.. ![]()
aap nay kitnaY rakhaY?
rozaa khushaai kab kar rahi haiN?
haayeN, tau kiya aadhaY din kaa rozaa bhee asal hotaa hai
?
LOL ![]()
yaar… zid kee bhee ha’d hoti hai
yaar tum tau bachpan say chaToray ho ![]()