Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abhi to breakfast bhi nahi kiya :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abhi lunch kahan ....

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Same as above said

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

qeema roti

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Abi kahan:no:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

to or kb

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Hum aap ki party ka intezar kar rahe hain:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

achi bt hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Yeni aur intezar karon:crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

off course. hehehehe actually cafe dhabba b band ho gia hy.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ok I am going on food hunt:crying:

Milte 4 pm k baad

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Mutton Kormaa

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

daant khai :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Kis ki???

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bhai sey :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pait br gia ya abi kuch ksr baqi hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

U were not warned to do experiments at home???:5:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bnda bahir jitna mrzi bra fenkaar bn jaye gr main us ki izzat koi nei hoti

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Experience

ya

Observation:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abi tu lunch karna hay
aaj office mai Channa Pulaoo bana hay :yummy: