Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Arvi Ghoshat kaa combination nhi hotaa :hmmm:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

combination to koi b bnaya ja skta hy. jaisay alo bindi, alo arvi, alo alo

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

no lunch

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:salam:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

walaikum salam

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Hum kiyon batain

phir log rone lagte hain:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hain lunch ka sun kr kon log roney lgtey hn

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Larkiyan

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

wo q kia lerkion ki lunch k sath compatibility problem hy.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Hoga

Woh kehti hain

Humein bhi do

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Oh I see

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

What U saw???

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lerkion ki nazrein ap kay lunch pr

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Yes:crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

dont worry lunch ko roomal se damp do.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ok

Kambal k neeche damp kar

Main bhi neeche chup kar kha leta hoon:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hahahaha. is trah to main bechpan main cheeni ya chips khaya krta tha ta k ammi ki nezron se bach jaou or dant na pray.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Good:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abhi lunch time maen 1 hour hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

no lunch