Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ye sub ka kia mtlb hy or is ka khaney k sath kia taluq

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

so u succeed :hmmm:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

SUBWAY . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ubhi kuch leina jaa ruhi hoon .. khane ke liyee .. starvin marvin .. :(

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

woe pooch reha hu subway ka khaney se kia taluq

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

is main rone wali kaya baat hay sabzi kha lo :@: . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

google pe aap subway search karien pir aap ko pata chal jaiye ga k subway ka khane se b taulq hay :barbie: . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

yani kafi gehra taluq lgta hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aye tu daikhnay se hi pata chalay ga na :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Subway = yumm.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

main nei poochta google se pichley dino main ne google pr likha how to understand a woman
us ne jwab diya main khud abi jwab talash kr reha hu

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

itna b yummy nai hay :snooty:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Jab itni bhook ho na, tau hai :snooty:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

wo aap ne naqli google se pocha hoga :@: . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

tab tu aalllo b yummy lagte hain :barbie:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Chicken biryani

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

muje b khila do thori si :crying: . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Chicken Baryani with raitaa

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

koi chicken biryani kha raha hay tu koi chicken pulaoo :crying: . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aur aap???