Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

me not . . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Chicken Baryanii ....

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mashaALLAH mashaALLAH . . .

aaaj b no lunch . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

severe load shedding ki taraa severe dieting :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

no dieting . . . mai lunch ki kami dinner mai pori kar laita hon :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hahahhahaha, par phir be itni long break nhi honii chiyeah, saiwaiy Ramzan ky :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kyo ramzan k elawa kyo nai ho sakti :hoonh:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

main b lunch nei kia aj book lg rei hy bohut

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

go and eat something then :-)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bss aiwin he :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pass main koi sesta sa restuarant nei hy jo hy us kay charges parh kr e book ur jati hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kabi kabi ramzan k jaisa khana acha hota hay . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

koi biscuit, chips wagira kha lain . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abi aroo mngwaye hn un se e guzara kr lu ga

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hmmm ye b sai hain . . . sath mango mangwa laite :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

main mangoe desi style se khata hu shirt utar kr chokri maar kr mangoe pay mangoe hath mu saray khrab sei mza aisay e ata hy mangoe ka

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mere 2 and half years old nephew ki terha :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

u b kbi try kijiey ga bra mza ata hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hmmmm mai zaida mango nai khata . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kia u dont like mangoes ahista se bt kro agr kisi fruit ne sun lia to sari fruit community ne naraz ho jana hy k un k badshah k mutaliq aisi bt